ज़िंदगी के तमाम पहलुओ से रूबरू कराते कई अनकहे सफर जिन्हे तय करने तो सभी निकेलते है पर कोई अपने नज़रिये ओर मनोबल से सुखद तो कोई यादगार बनाता है | ऐसे ही पलो मे जो विचारो का उतार चड़ाव हमारे ज़्हेन को छु जाता है उन्ही सब खलायातों से सरोबर है यह ब्लॉग |
Wednesday, January 20, 2010
आखिरी सलाम
आज की रात तुझे आखिरी सलाम और दे दू कौनजाने कल यह ज़िन्दगी का दिया जले या न जले झूठऔर फरेब की इस मतलबी दुनिया में कलफिर सच की हवा चले या न चले !!
Kashish dil ki har cheez bhula deti hai, Band ankhon mein bhi sapne jaga deti hai, Sapno ki duniya jaroor rakhna, Kyonki hakikat to aksar rula deti hai.......... nice blog...keep it up!
Raah me mila tha ek aansuo ka saudagar Aur bahut khush hua tha main do boond ansu pa kar Baad me pata chala aansuo me milawat thi Aankho me ansu the par dil me muskurahat thi Maine us se kaha apne do boond aansu le lo Meri muskurahato ka kuch aaj sila de do Aawaz aayi yaha biki hui cheez wapas nahi hoti Aansuo ke badle kabhi muskurahat nahi milti...!!
Kashish dil ki har cheez bhula deti hai,
ReplyDeleteBand ankhon mein bhi sapne jaga deti hai,
Sapno ki duniya jaroor rakhna,
Kyonki hakikat to aksar rula deti hai..........
nice blog...keep it up!
ZINDAGI CHALTE KATI
ReplyDeleteKAANDHO PE AAYE KABRR TAK
KUCH KADAM KE VASTE
GAIRON KA EHSAAN HO GAYA.....
Phir sawal phir jawab aur aaine hain be-hisaab..
ReplyDeletekyon jiya main is tarah ke na gine gunah sawaab..!!
Raah me mila tha ek aansuo ka saudagar
ReplyDeleteAur bahut khush hua tha main do boond ansu pa kar
Baad me pata chala aansuo me milawat thi
Aankho me ansu the par dil me muskurahat thi
Maine us se kaha apne do boond aansu le lo
Meri muskurahato ka kuch aaj sila de do
Aawaz aayi yaha biki hui cheez wapas nahi hoti
Aansuo ke badle kabhi muskurahat nahi milti...!!
Kuch is tarhaan kiya usne mere zakhm ka ilaaj..
ReplyDeleteKe... marham bhi agar lagaya to kaanto ki nok se...
aapko kaun sa gham hai......
Mere jasie ban jaoge jab ishk tumhe ho jayega
ReplyDeleteDiwaro se takrao ge jab ishk tumhe ho jayega
Her bat ko wara ker loge
Manat bhi utara ker loge
Taweez bhi bandhwaoge jab ishk tumhe ho jayega
Tanhai ke jole jolo ge har baat purani bhole te
Iyne se ghabraoge jab ishk tumhe ho jayega
Mere jasie ban jaoge jab ishk tumhe ho jayega
Jab sura bhi kho jayega or chand kahi so jayega
Tumbhi ghar der se aaoge jab ishk tumhe ho jayega
Bechani jab badh jayegi or yaad kisi ke ayegi
Tumeri gazle gaaoge jab ishk tumhe ho jayega
Mere jasie ban jaoge jab ishk tumhe ho jayega...