Wednesday, January 20, 2010

आखिरी सलाम


आज की रात तुझे आखिरी सलाम और दे दू
कौन
जाने कल यह ज़िन्दगी का दिया जले या जले
झूठ
और फरेब की इस मतलबी दुनिया में
कल
फिर सच की हवा चले या चले !!

6 comments:

  1. Kashish dil ki har cheez bhula deti hai,
    Band ankhon mein bhi sapne jaga deti hai,
    Sapno ki duniya jaroor rakhna,
    Kyonki hakikat to aksar rula deti hai..........
    nice blog...keep it up!

    ReplyDelete
  2. ZINDAGI CHALTE KATI
    KAANDHO PE AAYE KABRR TAK
    KUCH KADAM KE VASTE
    GAIRON KA EHSAAN HO GAYA.....

    ReplyDelete
  3. Phir sawal phir jawab aur aaine hain be-hisaab..

    kyon jiya main is tarah ke na gine gunah sawaab..!!

    ReplyDelete
  4. Raah me mila tha ek aansuo ka saudagar
    Aur bahut khush hua tha main do boond ansu pa kar
    Baad me pata chala aansuo me milawat thi
    Aankho me ansu the par dil me muskurahat thi
    Maine us se kaha apne do boond aansu le lo
    Meri muskurahato ka kuch aaj sila de do
    Aawaz aayi yaha biki hui cheez wapas nahi hoti
    Aansuo ke badle kabhi muskurahat nahi milti...!!

    ReplyDelete
  5. Kuch is tarhaan kiya usne mere zakhm ka ilaaj..

    Ke... marham bhi agar lagaya to kaanto ki nok se...
    aapko kaun sa gham hai......

    ReplyDelete
  6. Mere jasie ban jaoge jab ishk tumhe ho jayega
    Diwaro se takrao ge jab ishk tumhe ho jayega

    Her bat ko wara ker loge
    Manat bhi utara ker loge

    Taweez bhi bandhwaoge jab ishk tumhe ho jayega
    Tanhai ke jole jolo ge har baat purani bhole te

    Iyne se ghabraoge jab ishk tumhe ho jayega
    Mere jasie ban jaoge jab ishk tumhe ho jayega

    Jab sura bhi kho jayega or chand kahi so jayega
    Tumbhi ghar der se aaoge jab ishk tumhe ho jayega

    Bechani jab badh jayegi or yaad kisi ke ayegi
    Tumeri gazle gaaoge jab ishk tumhe ho jayega

    Mere jasie ban jaoge jab ishk tumhe ho jayega...

    ReplyDelete